KHayal chahiye ye zeb-e-tan rahe na rahe
ḳhayāl chāhiye ye zeb-e-tan rahe na rahe
ġhurūr-e-husn ai nāzuk-badan rahe na rahe
ḳhafā ho rūThte ho apne jāñ-nisāroñ se
sadā kisī ko ye ulfat lagan rahe na rahe
tosha ġhair ke milne kā mujh ko de dījiye
tumhīñ ko yaad ye shāyad suḳhan rahe na rahe
matā-e-husn ko dījegā apne shaidā ko
ashrafī naaz kā shāyad chalan rahe na rahe
KHayal chahiye ye zeb-e-tan rahe na rahe
ghurur-e-husn ai nazuk-badan rahe na rahe
KHafa ho ruThte ho apne jaan-nisaron se
sada kisi ko ye ulfat lagan rahe na rahe
tosha ghair ke milne ka mujh ko de dijiye
tumhin ko yaad ye shayad suKHan rahe na rahe
mata-e-husn ko dijega apne shaida ko
ashrafi naz ka shayad chalan rahe na rahe
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.