wo udhar se jo rawan tir-e-nazar karte hain
Interesting Fact
گلدستۂ قوالی میں مذکورہ غزل بی افضل حسینؔ طوائف سے منسوب ہے۔
vo udhar se jo ravāñ tīr-e-nazar karte haiñ
ham idhar shauq se siine ko sipar karte haiñ
dil tayoñ ke mire nāloñ se hile jaate haiñ
lillāhil-hamd ki patthar meñ asar karte haiñ
ai hasīn yād-e-but-e-zahrā-jabīñ meñ aksar
nāla-e-dil mire gardūñ pe guzar karte haiñ
wo udhar se jo rawan tir-e-nazar karte hain
hum idhar shauq se sine ko sipar karte hain
dil tayon ke mere nalon se hile jate hain
lillahil-hamd ki patthar mein asar karte hain
ai hasin yaad-e-but-e-zahra-jabin mein aksar
nala-e-dil mere gardun pe guzar karte hain
- Book : Guldasta-e-Qawwali (Pg. 24)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.