Sufinama

saqiya kis dhum se jari hai mai-KHana tera

Unknown

saqiya kis dhum se jari hai mai-KHana tera

Unknown

MORE BYUnknown

    sāqiyā kis dhuum se jaarī hai mai-ḳhāna tirā

    ho ga.ī hastī fanā piite paimāna tirā

    daulat-e-kaunain mujh ko mil ga.ī jab milā

    juz tire kuchh bhī nahīñ chāhtā hai dīvāna tirā

    zāhid-e-hushyār ko apnī ḳhabar ab tak nahīñ

    donoñ 'ālam ḳhabar rakhtā hai mastāna tirā

    terī nazroñ ne mujhe saaqī navāzā is tarah

    ban gayā dil mai-kada ḳhaas kāshāna tirā

    hai yahī har dam nasha 'safdar' hasīñ ke vāste

    har ghaḌī ho sāmne ruḳh be-hijābāna tirā

    saqiya kis dhum se jari hai mai-KHana tera

    ho gai hasti fana pite hi paimana tera

    daulat-e-kaunain mujh ko mil gai jab tu mila

    juz tere kuchh bhi nahin chahta hai diwana tera

    zahid-e-hushyar ko apni KHabar ab tak nahin

    donon 'alam ki KHabar rakhta hai mastana tera

    teri nazron ne mujhe saqi nawaza is tarah

    ban gaya dil mai-kada ya KHas kashana tera

    hai yahi har dam nasha 'safdar' hasin ke waste

    har ghaDi ho samne ruKH be-hijabana tera

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Bakhshi Salamat

    Bakhshi Salamat

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now