nath anathan ki sab jaanai
naath anāthan kī sab jānai
ThāḌhī dvaar pukār karti hauñ shravan sunat nahiñ kahā risānai
kī bahu khoT jaani jiya merī kī kachhu svārth hit argānai
diin bandhu mansā ke daatā gun augun kaidho man aanai
aap ek ham patiti anekan yahī dekhi kā man sakuchānai
jhūñTho apno naam dharāyo samajh rahe haiñ hamhi syānai
tajo Tek manmohan mero 'jugalpriyā dījai ras dānai
nath anathan ki sab jaanai
ThaDhi dwar pukar karti haun shrawan sunat nahin kaha risanai
ki bahu khoT jaani jiya meri ki kachhu swarth hit arganai
din bandhu mansa ke data gun augun kaidho man aanai
aap ek hum patiti anekan yahi dekhi ka man sakuchanai
jhunTho apno nam dharayo samajh rahe hain hamhi syanai
tajo Tek manmohan mero 'jugalpriya dijai ras danai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.