Font by Mehr Nastaliq Web

kiijiye mujh par 'inaayat hazrat-e-sajjaad shaah

Abdul Ghaffaar At'har

MORE BYAbdul Ghaffaar At'har

    Interesting Fact

    منقبت در شان حضرت مخدوم سجاد پاک (داناپور-بہار)

    kiijiye mujh par 'inaayat hazrat-e-sajjaad shaah

    rakhiye ham sab ko salaamat hazrat-e-sajjaad shaah

    jhuum uTThe hai.n Gulaamaan-e-mohammad dekh kar

    aap ke kashf-o-karaamat hazrat-e-sajjaad shaah

    aap ke dast-e-mubaarak par hu.e laakho.n muriid

    dekh kar nuurii shabaahat hazrat-e-sajjaad shaah

    bul-'ulaa.ii silsila har daur me.n phuule-phale

    aap kii bas thii ye hasrat hazrat-e-sajjaad shaah

    saakinaan-e-’arsh-o-kursii ne kahaa ai dosto

    raunaq-e-bazm-e-tariiqat hazrat-e-sajjaad shaah

    baargaah-e-lam-yazal me.n har gha.Dii maqbuul ho

    rayyaan kii hai jo bhii KHidmat hazrat-e-sajjaad shaah

    har gha.Dii 'at.har' ne paalii manqabat likkhe pa.De

    kiijiye chashm-e-'inaayat hazrat-e-sajjaad shaah

    Source :
    • Book : Tajalliyat-e-Sajjad
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now