Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

haajiyo.n aa.o shahanshaah kaa rauza dekho

Ahmad Raza Khan

haajiyo.n aa.o shahanshaah kaa rauza dekho

Ahmad Raza Khan

MORE BYAhmad Raza Khan

    haajiyo.n aa.o shahanshaah kaa rauza dekho

    ka.aba to dekh chuke ka.abe kaa ka.aba dekho

    rukn-e-shaamii se miTTii vahshat-e-shaam Gurbat

    ab madiina ko chalo sub.h-e-dil aaraa dekho

    aab-e-zamzam to piyaa KHuub bujhaa.e.n pyaase.n

    aa.o KHud sha-e-kausar kaa bhii dariyaa dekho

    zer-e-miizaab mile KHuub karam ke chhii.nTe

    abr-e-rahmat kaa yahaa.n zor barasnaa dekho

    dhuum dekhii hai dar-e-ka.aba pe be-taabo.n kii

    un ke mushtaaqo.n me.n hasrat kaa ta.Dapnaa dekho

    misl-e-parvaana phiraa karte the jis sham.a ke gard

    apnii sham.a ko parvaana yahaa.n kaa dekho

    KHuub aa.nkho.n se lagaayaa hai Gilaaf-e-ka.aba

    qasr-e-mahbuub ke parde kaa bhii jalva dekho

    dil mutii'o.n kaa jigar KHauf se paanii paayaa

    yaa.n siyah-kaaro.n kaa daaman pe machalnaa dekho

    avvalii.n kHaana-e-haq kii to ziyaa.e.n dekhe.n

    bait nabii bhii dekho

    ka.aba me.n thaa laakh

    taur thaa rukn me.n

    jis pe maa.n baap fidaa yaa.n karam un dekho

    KHaak madiina bhii rutba dekho

    rif.at ka.aba pe nazar

    ab thaam ke KHaak dar vaalaa dekho

    rahmat pe ya.nh naaz gunaa dekho

    se gale lag ke to nikaale

    yaa.n baaham ulajhnaa dekho

    KHuub me.n baa ummiid safaa dau.D

    jaanaa.n safaa bhii tamaasha dekho

    bismil bahaare.n to me.n

    dil fashaa.n bhii ta.Dapnaa dekho

    se san to razaa ka.aba se aatii hai

    Source :
    • Book : Hadaeq-e-Bakhshish (Pg. 55)
    • Author : Aala Hazrat Maulana Ahmad Raza Khan
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now