dard ke dard madiine me.n ghaTaa karte hai.n

Gam ke baadal bhii yahii.n aake chhaTaa karte hai.n
aake bat.haa me.n chhalak pa.Dtii hai.n aa.nkhe.n jham jham
paa.nv ke chhaale masarrat se phaTaa karte hai.n
chaukhaT-e-sarvar-e-kaunain pe maathaa rakh kar
kaise kaiso.n ke ba.Dhe zo'm ghaTaa karte hai.n
jin ko jannat kii haqiiqat kaa pata hotaa hai
KHaak-e-bat.haa me.n vahii log basaa karte hai.n

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.