uu.nchaa un kaa dar hai aa.alii un kii shaan

Dardana Khan Abulolai
MORE BYDardana Khan Abulolai
Interesting Fact
منقبت در شان خواجہ قمرالدین ابوالعلائی (جھنجھنو، راجستھان)
uu.nchaa un kaa dar hai aa.alii un kii shaan
kyaa hindu kyaa muslim kare hai un pai maan
KHaalii har saa.el kii bhar dete hai.n jholii
shaah-e-qamar ke dar se jaarii hai faizaan
raaje huu.n yaa Thaakur aashiq hai.n sab un ke
naam pe un ke naazaa.n puuraa raajasthaan
pyaaraa bulaavaa aayaa raunaq har suu chhaa.ii
paak-o-hind se aa.e khinche-khinche mehmaan
jhuumte gaate ha.nste kahtaa hai sansaar
dekho sabaa hai kaisaa KHushiyo.n kaa saamaan

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.