ehraam kii bahaar vo har ra.ng kii phaban

misl-e-shu.aa-e-mahr chamaktaa hai sab badan
raushan hai ruu-e-paak se har bazm-o-anjuman
KHush-ra.ng jis tarah se chaman me.n gul chaman
vo bhii.D rahtii hai dar-e-daulat pe har gha.Dii
KHalq-e-KHudaa hai aaTh par Dev.Dhii par u.Dii
chup hai kha.Daa sutuu.n me.n liye haath me.n chha.Dii
har-suu ravaa.n hai diida-e-mushtaaq se jha.Dii
yuu.n qumriyo.n kaa ishq hai us sarv-e-baaG par
girte hai.n jis tarah se pata.nge charaaG par

- Book : Tazkira Sho.ara-e-Warsia (Pg. 153)
- Publication : Fine Books Printers (1993)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.