Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

mohammad KHudaa hai KHudaa hai mohammad

Farooque Qadri Maroof

mohammad KHudaa hai KHudaa hai mohammad

Farooque Qadri Maroof

MORE BYFarooque Qadri Maroof

    mohammad KHudaa hai KHudaa hai mohammad

    KHudaa se bataa kab judaa hai mohammad

    KHudaa nuur-e-ahmad se raushan hu.aa hai

    haqiiqat me.n haq kii ziyaa hai mohammad

    libaas-e-mohammad hai baatin me.n allaah

    KHudaa ban ke jalva-numaa hai mohammad

    ga.e laa-makaa.n me.n hai.n pal me.n mohammad

    makaa.n laa-makaa.n kaa pata hai mohammad

    har ik zarra-zarra gavaah ban gayaa hai

    khulaa raaz-e-haqul-varaa hai mohammad

    mohammad hai zaahir mohammad hai baatin

    mohammad hii jalva-numaa hai mohammad

    mile piir-fahmii mohammad ke ghar se

    bataa.e hame.n raaz kyaa hai mohammad

    mohammad kaa naqsha hai aa.nkho.n me.n 'maa'ruuf'

    ki dil kaa vaziifa banaa hai mohammad

    mohammad KHudaa hai KHudaa hai mohammad

    KHudaa se bataa kab judaa hai mohammad

    KHudaa nuur-e-ahmad se raushan hu.aa hai

    haqiiqat me.n haq kii ziyaa hai mohammad

    libaas-e-mohammad hai baatin me.n allaah

    KHudaa ban ke jalva-numaa hai mohammad

    ga.e laa-makaa.n me.n hai.n pal me.n mohammad

    makaa.n laa-makaa.n kaa pata hai mohammad

    har ik zarra-zarra gavaah ban gayaa hai

    khulaa raaz-e-haqul-varaa hai mohammad

    mohammad hai zaahir mohammad hai baatin

    mohammad hii jalva-numaa hai mohammad

    mile piir-fahmii mohammad ke ghar se

    bataa.e hame.n raaz kyaa hai mohammad

    mohammad kaa naqsha hai aa.nkho.n me.n 'maa'ruuf'

    ki dil kaa vaziifa banaa hai mohammad

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Unknown

    Unknown

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now