Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

janaab-e-rahmat-e-a.alam kii rahmat kaa vasiila hai

Ghausi Shah

MORE BYGhausi Shah

    janaab-e-rahmat-e-a.alam kii rahmat kaa vasiila hai

    KHudaa jin par hai shaidaa un kii ulfat kaa vasiila hai

    ibaadat kaa vasiila zaahido tum ko mubaarak ho

    salaamat ham ko hazrat kii shafaa.at kaa vasiila hai

    nakiirain aa ke turbat me.n mirii ye kah ga.e vaapas

    ise kyaa puuchhte ho is ko hazrat kaa vasiila hai

    jo haq bhii KHuld me.n ham-raah-e-hazrat dekh kar puuchhe

    ishaare se kahuu.n hazrat salaamat kaa vasiila hai

    mai.n be-parvaah huu.n 'Gausii' daGdaGa se diin-o-duniyaa ke

    do-a.alam me.n mujhe shah kii inaayat kaa vasiila hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now