dil me.n yaad-e-mustafaa hai sar me.n saudaa Gaus kaa

Habibullah Saghar Warsi
MORE BYHabibullah Saghar Warsi
Interesting Fact
منقبت درشان غوث پاک شیخ عبدالقادر جیلانی (بغداد-عراق)
dil me.n yaad-e-mustafaa hai sar me.n saudaa Gaus kaa
merii har har saa.ns kartii hai vaziifa Gaus kaa
gyaarahvii.n jis ne bhii kii jhanDaa cha.Dhaayaa Gaus kaa
haq navaazegaa use paakar vasiila Gaus kaa
bakHshvaae.nge Gulaamo.n ko yaqiinan hashr me.n
dosto kaunain me.n chaltaa hai sikka Gaus kaa
dekh kar un kii karaamat ho gayaa hairat-zada
sidaq dil se ho gayaa shaidaa zamaana Gaus kaa
hashr me.n lauTegaa vo tasniim-o-kausar kaa maza
naam lekar jis ne bhii 'saaGar' uThaayaa Gaus kaa

- Book : Surood-e-Asfia (Pg. 125)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.