mere aaqaa mere murshid bedam-e-'aalii janaab
Interesting Fact
منقبت درشان حضرت بیدم شاہ وارثی (دیویٰ-بارہ بنکی)
mere aaqaa mere murshid bedam-e-'aalii janaab
dar-haqiiqat aasmaan-e-vaarsii ke aaftaab
raaz-haa-e-kun-fakaa.n the aap par raushan tamaam
jalva-e-haq aap kii haq me.n nazar me.n be-naqaab
kholtaa thaa baato.n-baato.n hii me.n asraar-o-rumuuz
aap kaa tarz-e-takallum aap kaa tarz-e-KHitaab
dam-zadan me.n haaye vo mahfil kii mahfil luT ga.ii
aasmaa.n taariik hai jab ho na raushan aaftaab
vaaris-e-mushkil-kushaa ke laaDle bahr-e-rasuul
apne 'hairat' par nazar ho phir vahii hairat-ma.aab

- Book : Naqsh-e-Hairat (Pg. 45)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.