vaaris pe hu.e jaate hai.n qurbaan hazaaro.n

aur zinda hu.e jaate hai.n be-jaan hazaaro.n
sajde jo vahaa.n karte hai.n insaan hazaaro.n
gumraah vahaa.n paate hai.n iimaan hazaaro.n
ai sham’-e-azal aap ke anvaar pe miT kar
parvaane vahaa.n cha.Dhte hai.n parvaan hazaaro.n
kho beTe vahaa.n aql-o-KHirad sai.nka.Do.n daanaa
aur paa ga.e sab kuchh vahaa.n naadaan hazaaro.n
'hairat' hii akelaa nahii.n kuchh aap kaa hairaa.n
hairat se vahaa.n phirte hai.n hairaan hazaaro.n

- Book : Naqsh-e-Hairat (Pg. 165)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.