jalva tumhaar husn kaa baalaa-e-tuur thaa
jalva tumhaar husn kaa baalaa-e-tuur thaa
vo kis kaa nuur thaa aur vo kis kaa zuhuur thaa
vus.at-e-aalam me.n kyaa dekhoge in aa.nkho.n se tum
us kaa jalva dekhnaa ho to nazar paidaa karo
kyuu.n na tasviir se zaahir ho musavvir kaa vujuud
terii qudrat ne yaqii.n ham ko dilaayaa teraa

- Book : Bihar men Urdu ki Sufiyana Shairi (Pg. 217)
- Author :Mohammad Tayyab Abdali
- Publication : Israr Karimi Press Allahabad (1988)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.