Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

mehrbaa.n vo KHudaa aaj kii raat hai

Ilah Bakhsh Khan

mehrbaa.n vo KHudaa aaj kii raat hai

Ilah Bakhsh Khan

MORE BYIlah Bakhsh Khan

    mehrbaa.n vo KHudaa aaj kii raat hai

    mustafaa pe fidaa aaj kii raat hai

    kar lo tauba gunaaho.n se ai momino

    baab-e-rahmat khulaa aaj kii raat hai

    dono.n 'aalam kii baKHshish kaa aage KHudaa

    dekh lo faisla aaj kii raat hai

    ik du'aa se rasuul-e-KHudaa kii abhii

    sab kaa hotaa bhalaa aaj kii raat hai

    terii ummat ko hazrat habiib-e-KHudaa

    fikr-e-roz-e-jazaa aaj kii raat hai

    kar ke me.araaj kii shab vahaa.n se yahaa.n

    aayaa nuur-e-KHudaa aaj kii raat hai

    tuur par dekh le jaa ke muusaa nabii

    jalva un kaa bapaa aaj kii raat hai

    momino.n ko mubaarak ye shab ho sadaa

    un pe rahmat KHudaa aaj kii raat hai

    shor-o-GauGaa falak par are maulnaa

    tum ne dekhaa ye kyaa aaj kii raat hai

    mehrbaa.n vo KHudaa aaj kii raat hai

    mustafaa pe fidaa aaj kii raat hai

    kar lo tauba gunaaho.n se ai momino

    baab-e-rahmat khulaa aaj kii raat hai

    dono.n 'aalam kii baKHshish kaa aage KHudaa

    dekh lo faisla aaj kii raat hai

    ik du'aa se rasuul-e-KHudaa kii abhii

    sab kaa hotaa bhalaa aaj kii raat hai

    terii ummat ko hazrat habiib-e-KHudaa

    fikr-e-roz-e-jazaa aaj kii raat hai

    kar ke me.araaj kii shab vahaa.n se yahaa.n

    aayaa nuur-e-KHudaa aaj kii raat hai

    tuur par dekh le jaa ke muusaa nabii

    jalva un kaa bapaa aaj kii raat hai

    momino.n ko mubaarak ye shab ho sadaa

    un pe rahmat KHudaa aaj kii raat hai

    shor-o-GauGaa falak par are maulnaa

    tum ne dekhaa ye kyaa aaj kii raat hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now