KHudaa kii shaan shaahaan-e-alii hai
KHudaa kii shaan shaahaan-e-alii hai
nabii kaa jism hai aur jaa.n alii hai
na kyuu.n ho ghar miraa masjuud-e-aalam
hamaaraa in dino.n mehmaa.n alii hai
masiihaa kii abas minnat uThaa.uu.n
hamaare dard kaa darmaa.n alii hai
KHudaa gar mujh se puuchhe ism apnaa
to be-shak mai.n bataa.uu.n haa.n alii hai
KHudaa kii shaan shaahaan-e-alii hai
nabii kaa jism hai aur jaa.n alii hai
na kyuu.n ho ghar miraa masjuud-e-aalam
hamaaraa in dino.n mehmaa.n alii hai
masiihaa kii abas minnat uThaa.uu.n
hamaare dard kaa darmaa.n alii hai
KHudaa gar mujh se puuchhe ism apnaa
to be-shak mai.n bataa.uu.n haa.n alii hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.