farsh-e-giitii par hu.ii jab aamad-e-kHairul-varaa

Mahboob Gauhar Islampuri
MORE BYMahboob Gauhar Islampuri
farsh-e-giitii par hu.ii jab aamad-e-kHairul-varaa
bazm-e-aalam me.n alag hii jashn kaa maahaul thaa
har taraf thii dhuum mauluud-e-shah-e-laulaak kii
inqilaab-a.ngez thii aamad rasuul-e-paak kii
zulmato.n kaa ho gayaa ik aan me.n suuraj Guruub
jagmagaa.e nuur-e-rabbaanii se insaanii quluub
yaa-yaa-rasuulallaah kii guu.njii sadaa.e.n chaar suu
jalva-e-tauhiid kii phailii shu'aa.en kuu-ba-kuu
aasmaa.n se ho rahii thii tez baarish nuur kii
dhul ga.ii saarii siyaahii KHud shab-e-daijuur kii
zulm-o-istibdaad kaa siina hu.aa lamho.n me.n shaq
tiirgii-e-kufr me.n raushan hu.ii qindiil-e-haq
qaisar-o-kisraa kii diivaaro.n me.n larzish aa ga.ii
yak-ba-yak saare sanam-KHaano.n me.n jumbish aa ga.ii
zalzala saa aayaa faaras room aur iiraan me.n
sansanii phailii hu.ii thii shirk ke aivaan me.n
shaan se lahraayaa aamad kaa phareraa arsh par
aur KHushii ke baj rahe the shaadyaane farsh par
hazrat-e-jibriil ne ka.abe kii chhat se dii sadaa
aa ga.e kHair-ul-varaa ahlan-osahlan marhabaa
saare ma.abuudaan-e-baatil ghar se be-ghar ho ga.e
laat-o-’uzzaa aur hubal andar se baahar ho ga.e
chhaa.ii dahshat but-kado.n me.n kufr par aayaa zavaal
yuu.n shab-e-taariik me.n chamkaa nubuvvat kaa hilaal
aadmii ko aadamiyyat kaa milaa ik pairahan
phuuTii makka ke ufuq se jab tamaddun kii kiran
tham gayaa nafrat kii zahriilii havaa kaa shor-o-Gul
jalva-farmaa jab hu.e is KHaak par KHatmur-rusul
har shikasta ruuh ko taskiin haasil ho ga.ii
insaanii me.n taaza lahar daaKHil
bistar sameTe tiirgii ruKHsat hu.ii
aam par hī jahl kī hu.ii
raushan zamaane me.n uKHuvvat kā
se jal rahii nafrat kī sard aatish hu.ii
gulshan hastī pe rab ke fazl kī baarish hu.ii
gayaa mausam pe firdausii bahaaro.n kā
se ho rahaa thaa nuur haq kā
nuur kā buq.a nazar aane lagaa farsh zamii.n
is pe jab tashriif laa.e
thaa farishto.n kī zabaa.n par
haq se koh maahtaabii
guu.nj guu.nj uThii thii in naGmo.n se makke kī
thii KHitte KHitte se sadaa.e marhabaa
me.n the am ke
rahii thii rahmato.n kī halkii halkii sii
in kī aamad se jah.n me.n aayaa KHush-haalii kā
KHatm hokar rah gayaa duniyaa se kā
aamad sarkaar se har sau ujaalaa
aa.e to viiraane ko aabaadii
baarahve.n taariiKH me.n duniyaa ko aazaadii
baarahve.n kī allāh bhii kitnii niraalii allāh hai
ye kahii.ye ke ye sab se ujaalii allāh hai
par raushnii hī raushnii hai har taraf
uThe hai.n kisht viiraa.n par KHushii ke taaza
har taraf sal alii kā shor barpaa
aalam un kī aamad se do-baalaa
KHair muqaddam ke liye utare
karne apnii nazre.n aamna ke laal ko
ghar pe ke hai farishto.n kā
jaa bajaa hai sayyad kaunain kī aamad kī dhuum
har varaq nikhraa kitaab ziist ke mazmuun kā
kā chaa.nd bhii utraa liye kashkol hai
marhabaa kis shaan se aate hai.n mahbuub
ke lab pe hai na.at rasuul
kufar kā niklaa janaaza shar kī TuuTii hai
par rahm khaane vaale aaqaa aa.gaye
adal ke miizaan kā pal.Daa hai bhaarii
ke adliya me.n KHauf taarii
jab arab me.n insaaf kā suuraj
hu.aa jaakar ravaadaarii kā ahd nau
rasm bad kī laanato.n se paayaa chhuTkaaraa
de.n ne suro.n par rakh diyaa azmat kā
ke aadii bhii taa.ib taKHriib se
insaaniyat aaraasta tahziib se
aaj bhii insaaniyat kā hai jo baaqii
na hogii azmat diin de kī
in ke sadqe aaj yaum baarahve.n mumtaaz hai
baarahve.n ke nuur se raushan hu.ii kal
hai.n kushaada is ke dam se hī sadaaqat kī
gauhar faKHr maujuudaat par laakho.n salaam

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.