jo ek nazar idhar be-niyaaz ho jaa.e
jo ek nazar idhar be-niyaaz ho jaa.e
tere Gulaam ko qismat pe naaz ho jaaye
tujhe pasand jo ra.ng majaaz ho jaaye
to KHud-majaaz haqiiqat-navaaz ho jaaye
tuu jis pe Daal de apne karam kaa ik partav
talab be-Gair ke vo be-niyaaz ho jaa.e
jahaa.n pe shams-o-qamar apnaa sar jhukaate hai.n
vahii.n niguu.n me.n jabiin-e-niyaaz ho jaaye
is intizaar me.n rahtaa hai dil kaa aa.iina
makii.n tajallii-e-aa.iina-saaz ho jaa.e
namaaz-e-haq merii vo namaaz hai 'kaifii'
tere qadam pe jo sar ho namaaz ho jaaye

- Book : Silsila-e-Warisiya ke makhsoos Shora-e-kram (Pg. 110)
- Author : Dr.Kabiruddin Khan Warsi
- Publication : Eram Printers, Dariyapur,Patna, (2018)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.