ho dard-mando.n kii davaa ai baadshaah-e-naqsh-band

Maulana Abdul Qadeer Siddiqui
MORE BYMaulana Abdul Qadeer Siddiqui
Interesting Fact
منقبت در شان خواجہ سید بہاؤالدین نقشبند
ho dard-mando.n kii davaa ai baadshaah-e-naqsh-band
haajat-ravaa mushkil-kushaa ai baadshaah-e-naqsh-band
ai KHaazin-e-ganj-e-nihaa.n mahv-e-jamaal-e-be-nishaa.n
tu zaat-e-haq me.n hai fanaa ai baadshaah-e-naqsh-band
be-ra.ng teraa ra.ng hai jo dekhtaa hai da.ng hai
jalva teraa hairat-fazaa ai baadshaah-e-naqsh-band
tum to bahaa.uddiin ho raunaq-o-tamkiin ho
ho muqtidaa-e-asfiyaa ai baadshaah-e-naqshband
tirii nigah hai bas buland paaya hai teraa arjumand
shahbaaz-e-maidaan-e-varaa ai baadshaah-e-naqsh-band
chaaro.n taraf shaitaan hai mushkil me.n merii jaan hai
mushkil-kushaa mushkil-kushaa ai baadshaah-e-naqsh-band

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.