Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

tere panghaT pe baadal apnii gaagar bharne aate hai.n

Muzaffar Warsi

tere panghaT pe baadal apnii gaagar bharne aate hai.n

Muzaffar Warsi

MORE BYMuzaffar Warsi

    tere panghaT pe baadal apnii gaagar bharne aate hai.n

    zamaane bhar ke pyaase pyaas ’umro.n kii bujhaate hai.n

    sag-e-dahliiz huu.n KHaak-e-qadam huu.n un kaa ma.ngtaa huu.n

    akelaa huu.n magar un se mire kitne hii naate hai.n

    jamaal-e-mustafaa se munsalik hotii hai.n jab aa.nkhe.n

    farishte mere ashko.n kii ziyaarat karne aate hai.n

    mohabbat kaa terii jo mai.n ne dil me.n ghar banaayaa hai

    charaaG us kii muDero.n par a.ndhere KHud jalaate hai.n

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Unknown

    Unknown

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now