Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

piir-e-kaamil baa-KHudaa sattaar shaah

Niyaz Wazirabadi

piir-e-kaamil baa-KHudaa sattaar shaah

Niyaz Wazirabadi

MORE BYNiyaz Wazirabadi

    Interesting Fact

    منقبت درشان حضرت ستار شاہ (وزیرآباد-گجرات-پاکستان)

    piir-e-kaamil baa-KHudaa sattaar shaah

    gumraho.n ke rahnumaa sattaar shaah

    hai.n KHaliifa shaah-e-Gariib-o-navaaz ke

    muttaqii-o-paarsaa sattaar shaah

    hai.n niyaazii silsila ke aaftaab

    barguziida auliyaa sattaar shaah

    KHaas kaabul me.n hai maulid aap kaa

    hai bareilly me.n rahaa sattaar shaah

    kyuu.n na ho 'uqda-kushaa.ii KHalq kii

    jab ki hai.n ‘uqda-kushaa sattaar shaah

    nasab se afGaa.n 'aalii-shaa.n hai.n

    panja-e-sher-e-kHudaa sattaar shaah

    hai vaziiraabaad marqad aap ho

    aate hai.n zaa.er sadaa sattaar shaah

    faiz-e-ruuhaanii me.n dete ai 'niyaaz'

    chishtiyo.n ke peshvaa sattaar shaah

    piir-e-kaamil baa-KHudaa sattaar shaah

    gumraho.n ke rahnumaa sattaar shaah

    hai.n KHaliifa shaah-e-Gariib-o-navaaz ke

    muttaqii-o-paarsaa sattaar shaah

    hai.n niyaazii silsila ke aaftaab

    barguziida auliyaa sattaar shaah

    KHaas kaabul me.n hai maulid aap kaa

    hai bareilly me.n rahaa sattaar shaah

    kyuu.n na ho 'uqda-kushaa.ii KHalq kii

    jab ki hai.n ‘uqda-kushaa sattaar shaah

    nasab se afGaa.n 'aalii-shaa.n hai.n

    panja-e-sher-e-kHudaa sattaar shaah

    hai vaziiraabaad marqad aap ho

    aate hai.n zaa.er sadaa sattaar shaah

    faiz-e-ruuhaanii me.n dete ai 'niyaaz'

    chishtiyo.n ke peshvaa sattaar shaah

    Source :
    • Book : Kalam-e-Niyaz Urf Nala-e-Firaq (Pg. 20)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now