Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

karbalaa me.n saaheb-e-karbal ne kyaa kyaa kar diyaa

Noor Alam Misbahi

MORE BYNoor Alam Misbahi

    Interesting Fact

    منقبت درشان حضرت امام حسین (کربلا-عراق)

    karbalaa me.n saaheb-e-karbal ne kyaa kyaa kar diyaa

    rat ke zarre ko kHurshiid-o-mujallah kar diyaa

    hazrat-e-shabbiir ke jazbe ne aisaa kar diyaa

    parcham-e-diin-e-KHudaa-e-paak uu.nchaa kar diyaa

    ho ga.e ibn-e-'alii jab pusht-e-anvar par savaar

    servar-e-kaunain ne sajde ko lambaa kar diyaa

    shabbr-o-shabbiir ne zahraa se jab maa.ngaa libaas

    bulbul-e-sidra ne jo.Daa KHuld se laa kar diyaa

    sibt-e-paiGambar ke talvo.n kii 'ajab tanviir hai

    karbalaa ke zarre-zarre ko sitaara kar diyaa

    tiir khaa kar muskuraa kar ai husain ibn-e-'alii

    aap ke nanhe se asGar ne dhamaaka kar diyaa

    aal-e-paak-e-mustafaa me.n bachha-bachha nuur hai

    nuur un ke nuur ne ghar-ghar ujaalaa kar diyaa

    Source :
    • Book : Sukhan Waraan-e-Izzat (Pg. 112)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now