aap hai.n mahbuub-e-haq rutba hai bartar aap kaa

ko.ii ho saktaa nahii.n ham-sar payambar aap kaa
mai.n na huu.n Gaafil kisii 'aalam me.n zikr-o-fikr se
yaad dil me.n naam aqdas ho zabaa.n par aap kaa
yasrib-o-bathaa pe hai kyaa munhasir jalva-garii
yaa nabii dono.n jahaa.n ke dil me.n hai ghar aap kaa
aap ke lutf-e-shafaa'at ke hai.n sab umiid-vaar
har bashar mu.nh tak rahaa hai roz-e-mahshar aap kaa

- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.X (Pg. 240)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.