Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

jahaa.n me.n nuur bikhraa hai mere murshid qalandar kaa

Unknown

MORE BYUnknown

    Interesting Fact

    منقبت در شان شہباز قلندر حضرت عثمان مروندی (پاکستان)

    sahar me.n ra.ng dekhaa hai

    ye hii shab me.n to paayaa hai

    qalandar ke to jalvo.n kaa

    'ajab har-suu hii saaya hai

    jahaa.n me.n nuur bikhraa hai mere murshid qalandar kaa

    dilo.n me.n 'ishq barsaa hai mere murshid qalandar kaa

    mohammad ke gharaane kii 'ajab KHushbuu qalandar hai

    'ilm ke baadshaahii kaa saKHii to ek samandar hai

    sitaaro.n me.n bhii jalva hai mere murshid qalandar kaa

    nazar me.n jin ke duniyaa hai sabhii vo raaz jaane hai

    chhupaa un se na kuchh bhii hai sabhii ye baat maane hai

    ye har dil me.n hii rasta hai mere murshid qalandar kaa

    yahaa.n fariyaad karne se muqaddar ra.ng laate hai.n

    ranj-o-Gam zamaane ke yahaa.n ko bhuul jaate hai.n

    yahaa.n to faiz miltaa hai mere murshid qalandar kaa

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Abida Parveen

    Abida Parveen

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now