Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

paa.e haq ko paa.e jab asraar-e-shaiKH

Watan Hyderabadi

paa.e haq ko paa.e jab asraar-e-shaiKH

Watan Hyderabadi

MORE BYWatan Hyderabadi

    Interesting Fact

    منقبت در شان حضرت اکبر علی شاہ چشتی رحمۃ اللہ علیہ

    paa.e haq ko paa.e jab asraar-e-shaiKH

    dekhe haq ko dekhe jab diidaar-e-shaiKH

    haq se baate.n kar lo muusaa kii tarah

    gosh-e-dil se gar suno guftaar-e-shaiKH

    jab talak taar-e-nafas sitaar hai

    TuuTne paa.e na mujh se taar-e-shaiKH

    'arsh par rahne kii hai kis ko havas

    bas hai mujh ko saaya-e-diivaar-e-shaikH

    ahl-e-jannat ko jinaa.n ho kHaar-e-tan

    dekh le.n gar nuzhat-e-gulzaar-e-shaiKH

    naam hai bando.n me.n go akbar 'alii

    hai.n nishaan haq magar aasaar-e-shaiKH

    hashr kaa saudaa hu.aa karataa hai yaa.n

    ai 'vatan' sargarm hai baazaar-e-shaikH

    paa.e haq ko paa.e jab asraar-e-shaiKH

    dekhe haq ko dekhe jab diidaar-e-shaiKH

    haq se baate.n kar lo muusaa kii tarah

    gosh-e-dil se gar suno guftaar-e-shaiKH

    jab talak taar-e-nafas sitaar hai

    TuuTne paa.e na mujh se taar-e-shaiKH

    'arsh par rahne kii hai kis ko havas

    bas hai mujh ko saaya-e-diivaar-e-shaikH

    ahl-e-jannat ko jinaa.n ho kHaar-e-tan

    dekh le.n gar nuzhat-e-gulzaar-e-shaiKH

    naam hai bando.n me.n go akbar 'alii

    hai.n nishaan haq magar aasaar-e-shaiKH

    hashr kaa saudaa hu.aa karataa hai yaa.n

    ai 'vatan' sargarm hai baazaar-e-shaikH

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now