Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

yaa ilaahii hausla kitnaa Gazab zainab me.n hai

Asif Anjum

MORE BYAsif Anjum

    Interesting Fact

    منقبت درشان حضرت زینب بنت علی (دمشق - شام)

    yaa ilaahii hausla kitnaa Gazab zainab me.n hai

    jazba-e-iisaar-o-qurbaanii 'ajab zainab me.n hai

    aage-aage bhaa.ii kaa sar piichhe-piichhe aap hai.n

    bhaa.ii se apne mohabbat kyaa Gazab zainab me.n hai

    apne beTo.n ko sajaa kar bhejaa hai KHud ja.ng me.n

    bhaa.ii beTe aur bhatiije sab kiye tujh par nisaar

    yaa ilaahii hausla kitnaa 'ajab zainab me.n hai

    sar kii chaadar chhinte hii baalo.n se parda kar liyaa

    parda-daarii kitnii a.alaa kyaa Gazab zainab me.n hai

    hausle par aap ke qurbaan hai saaraa jahaa.n

    sabr kii manzil pe 'aasif' shukr-e-rab zainab me.n hai

    Source :
    • Book : Sukhan Waraan-e-Izzat (Pg. 249)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now