kahaa.n vo kaiqubaadii kaarKHaana
Interesting Fact
خمسہ برغزل حافظؔ شیرازی۔
kahaa.n vo kaiqubaadii kaarKHaana
kahaa.n vo mai vo jaam-e-kHusravaana
kahuu.n kyaa tujh se ai yaar-e-yagaana
sahar-gaahaana maKHmuur-e-shabaana
giriftam baadah baa-cha.ng-o-chaGaana
pa.Daa jab gosh me.n vo naala-e-nai
to suujhii aur hii aalam kii ik shai
hu.ii mastii-o-mad-hoshii jo dar pe
nihaadam 'aql raa rah tu shah az mai
ba-mulk-e-’aaqibat kardam ravaana
kyaa pahle hii saaGar ne ye dil shaad
ki sar apnaa rahaa mujh ko na paa yaad
tu mujh ko kar ke aur ik jaam imdaad
nigaare mai-farosham ’ishva-e-daad
ki aiman gashtam az makr-e-zamaan
hu.aa jab mai.n nihaayat shaad-o-KHurram
to rakh kar sar qadam par us ke har-dam
kahaa mai.n ne use ai saaqii-e-jam
ba-deh kashtii-e-mai taa-kHush saraayam
darii.n dariyaa-e-naa-paidaa karaana
kiyaa hai gar mujhe manzil se mahram
to raste me.n na chho.D ai KHizr-e-'aalam
kahaa jab mai.n ne ye nukta to us dam
za-saaqii-e-zamaa.n abr-o-shaniidam
ki ai tiir-e-malaamat raa nishaana
ye rah baariik hai aur tuu hai farba
gumaa.n is 'azm kii hargiz na kar zeh
gumaan-o-vahm kii jaagah nahii.n hai ye
ba-rua ii.n daam bar murG-e-digar na
ki 'anqaa raa buland ast aashiyaana
agar hai tujh ko is rah se sarokaar
to ho sab maa-sivaa se taarik ai yaar
na rakhiyo buu KHudii kii kuchh KHabar-daar
na bandii zaa.n miyaa.n tauq-e-kamar-daar
agar KHud raa na-biinii darmiyaana
vahii 'aashiq vahii maa'shuuq dil-juust
vahii buud aur vahii maGz aur vahii post
vahii haamii vahii dushman vahii post
sharaab-o-shaahid-o-saaqii hama-uust
KHayaal-e-aab-o-gil dar rah bahaana
'naziir' ai chuu.n tu shaidaa.iist 'haafiz'
tan-e-KHaakii 'ajab jaa.iist 'haafiz'
na dariyaa-o-na sahraa.iist 'haafiz'
vujuud-e-maa mu’ammaa.iist 'haafiz'
ki tahqiiqash fusuunast-o-fasaana
kahaa.n vo kaiqubaadii kaarKHaana
kahaa.n vo mai vo jaam-e-kHusravaana
kahuu.n kyaa tujh se ai yaar-e-yagaana
sahar-gaahaana maKHmuur-e-shabaana
giriftam baadah baa-cha.ng-o-chaGaana
pa.Daa jab gosh me.n vo naala-e-nai
to suujhii aur hii aalam kii ik shai
hu.ii mastii-o-mad-hoshii jo dar pe
nihaadam 'aql raa rah tu shah az mai
ba-mulk-e-’aaqibat kardam ravaana
kyaa pahle hii saaGar ne ye dil shaad
ki sar apnaa rahaa mujh ko na paa yaad
tu mujh ko kar ke aur ik jaam imdaad
nigaare mai-farosham ’ishva-e-daad
ki aiman gashtam az makr-e-zamaan
hu.aa jab mai.n nihaayat shaad-o-KHurram
to rakh kar sar qadam par us ke har-dam
kahaa mai.n ne use ai saaqii-e-jam
ba-deh kashtii-e-mai taa-kHush saraayam
darii.n dariyaa-e-naa-paidaa karaana
kiyaa hai gar mujhe manzil se mahram
to raste me.n na chho.D ai KHizr-e-'aalam
kahaa jab mai.n ne ye nukta to us dam
za-saaqii-e-zamaa.n abr-o-shaniidam
ki ai tiir-e-malaamat raa nishaana
ye rah baariik hai aur tuu hai farba
gumaa.n is 'azm kii hargiz na kar zeh
gumaan-o-vahm kii jaagah nahii.n hai ye
ba-rua ii.n daam bar murG-e-digar na
ki 'anqaa raa buland ast aashiyaana
agar hai tujh ko is rah se sarokaar
to ho sab maa-sivaa se taarik ai yaar
na rakhiyo buu KHudii kii kuchh KHabar-daar
na bandii zaa.n miyaa.n tauq-e-kamar-daar
agar KHud raa na-biinii darmiyaana
vahii 'aashiq vahii maa'shuuq dil-juust
vahii buud aur vahii maGz aur vahii post
vahii haamii vahii dushman vahii post
sharaab-o-shaahid-o-saaqii hama-uust
KHayaal-e-aab-o-gil dar rah bahaana
'naziir' ai chuu.n tu shaidaa.iist 'haafiz'
tan-e-KHaakii 'ajab jaa.iist 'haafiz'
na dariyaa-o-na sahraa.iist 'haafiz'
vujuud-e-maa mu’ammaa.iist 'haafiz'
ki tahqiiqash fusuunast-o-fasaana
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.