ab us kaa muqaddar hii jaane jo shaKHs vatan se chhuuT gayaa

Wafa Azimabadi
MORE BYWafa Azimabadi
ab us kaa muqaddar hii jaane jo shaKHs vatan se chhuuT gayaa
sartaaj bane paamaal rahe ik phuul chaman se TuuT gayaa
thii aa.nkh khulii to ye dekhaa ik qaafila ba.Dhtaa jaataa hai
kii aa.nkh jo band aayaa ye nazar ik qaafila mujh se chhuuT gayaa
kyaa kuchh na likhaa par kuchh na likhaa ik 'umr use likhtaa hii rahaa

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.