bagon na ja re na ja teri kaya mein guljar
bāgoñ nā jā re nā jā terī kaayā meñ guljār
karanī-kyārī boī kar tū rahnī karū rakhvār
durmati kaag uḌaa.ī ke dekhai ajab bahār
man maalī par boghiye kari sanjam kī baar
dayā paud sūkhe nahīñ chhimā sīñch jal Dhaar
gul aur chaman ke beach meñ phūlā ajab gulāb
mukti kalī satmāl kī pahirū gūñthī galhār
ashT kamal se upje liilā aagam apaar
kahae 'kabīr' chit chetak āvāgaman nivār
Do not go to the garden of flowers!
O Friend! Go not there;
In your body is the garden of flowers.
Take your seat on the thousand petals of the lotus,
and there gaze on the Infinite Beauty.
bagon na ja re na ja teri kaya mein guljar
karani-kyari boi kar tu rahni karu rakhwar
durmati kag uDai ke dekhai ajab bahaar
man mali par boghiye kari sanjam ki bar
daya paud sukhe nahin chhima sinch jal Dhaar
gul aur chaman ke beach mein phula ajab gulab
mukti kali satmal ki pahiru gunthi galhaar
ashT kamal se upje lila aagam apar
kahae 'kabir' chit chetak aawagaman niwar
Do not go to the garden of flowers!
O Friend! Go not there;
In your body is the garden of flowers.
Take your seat on the thousand petals of the lotus,
and there gaze on the Infinite Beauty.
- Book : Kabir Samagra (Pg. 754)
- Author : Kabeer
- Publication : Hindi Pracharak Publication PVT, Varanasi (2001)
- Edition : 5th
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.