KHasi ye nardehi re baba aawanki pher nahin
ḳhāsī ye nardehī re baabā āvankī pher nahīñ
paap punna sambhāg bhyā tav aaphi pargaT suhā.ī
ātmgiyān kī peTī suhāvat yā bich rājat saa.ī
lakh chaurāsī pherā phirā tab bhāgsoñ pūran paa.ī
amol se jyāvat hai ghaDiyā samjat nāhiñn koī
yā bich ātmarām birājat bedan kī hai gaahī
so nijsār bichār kar dekhiye aap bharo jagmāñhī
aap bharo jagmāñhī kaiso dekh vichār ke yehī
saran ho naath niranjan ko aur guruvin mārag nahīñ
'devnāth' govind dayādhan vyaap rahyo jagmāñhī
'devnāth' parbhu sumro yā man gurubin mārag nahīñ
KHasi ye nardehi re baba aawanki pher nahin
pap punna sambhag bhya taw aaphi pargaT suhai
aatmgiyan ki peTi suhawat ya bich rajat sai
lakh chaurasi phera phira tab bhagson puran pai
amol se jyawat hai ghaDiya samjat nahinn koi
ya bich aatmaram birajat bedan ki hai gahi
so nijsar bichaar kar dekhiye aap bharo jagmanhi
aap bharo jagmanhi kaiso dekh wichaar ke yehi
saran ho nath niranjan ko aur guruwin marag nahin
'dewnath' gowind dayaadhan wyap rahyo jagmanhi
'dewnath' parbhu sumro ya man gurubin marag nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.