Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

akela ka akela rahya chal chal chal

Eknath

akela ka akela rahya chal chal chal

Eknath

MORE BYEknath

    akelā akelā rahyā chal chal chal

    niranjan se baḌā aayā barham mavjī baḌā nikhrat hai

    phaḌāke majtham se ghus ghus phus phus karat hai

    le ise be Daarū aur aisā khel khelū

    o khel ko baḌe baḌe daatā dekhte haiñ

    chal chal chal chīpḌī ke pogḌe

    baḌyā baḌyā bātyāñ kartā hai baḌe baḌe to aa ga.e

    terā briid chhīn leuñgā

    tere bhuur mārungā terī mahātārī rovegī

    ye tu bhedar to dekh bhalā aa l l l l

    sab jagoñ meñ ujyālā maiñ aap apne se bhulā

    a kachhū nahīñ dekh ye hunner ye hunner to sabse achchā hai

    chal chal chal avval ek ek ke do

    do ke tiin tiin ke chaar chaar ke pāñch

    pāñch ke pachīs pachīs ke chhatīs

    chhattīs ke chālīs chalīs ke aishī

    a kachhū nahīñ dekh

    ekā janārdhan ke paañv pakaḌ kar baiThā hai

    sado dit naam gāvat hai

    akela ka akela rahya chal chal chal

    niranjan se baDa aaya barham mawji baDa nikhrat hai

    phaDake majtham se ghus ghus phus phus karat hai

    le ise be Daru aur aisa khel khelu

    o khel ko baDe baDe data dekhte hain

    chal chal chal chipDi ke pogDe

    baDya baDya baatyan karta hai baDe baDe to aa gae

    tera hi brid chhin leunga

    tere bhur marunga teri mahatari rowegi

    ye tu bhedar to dekh bhala aa l l l l

    sab jagon mein ujyala main aap apne se bhula

    a kachhu nahin dekh ye hunner ye hunner to sabse achcha hai

    chal chal chal awwal ek ek ke do

    do ke tin tin ke chaar chaar ke panch

    panch ke pachis pachis ke chhatis

    chhattis ke chaalis chalis ke aishi

    a kachhu nahin dekh

    eka janardhan ke panw pakaD kar baiTha hai

    sado dit nam gawat hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now