Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

granth kaya beli - kaya mahain khel pasara

Dadu Dayal

granth kaya beli - kaya mahain khel pasara

Dadu Dayal

MORE BYDadu Dayal

    kaayā māhaiñ khel pasārā

    kaayā māhaiñ parān adhārā

    kaayā maañh aThārah bhaar

    kaayā maañh upāvan-hār

    kaayā māhaiñ sab banrāi

    kaayā maañh rahai ghar chhā.ī

    kaayā māhaiñ kañdali baas

    kaayā māhaiñ hai kavilās

    kaayā māhaiñ tarvar chhāyā

    kaayā māhaiñ pañkhī maaya

    kaayā māhaiñ aadi anant

    kaayā māhaiñ hai bhagvant

    kaayā māhaiñ tribhuvan raai

    kaayā māhaiñ rahyā samāi

    kaayā māhaiñ sarag payāl

    kaayā māhaiñ aap dayāl

    kaayā māhaiñ chaudah bhavan

    kaayā māhaiñ āvāgavan

    kaayā māhaiñ sab barhamanD

    kaayā māhaiñ hai nau-khanD

    kaayā māhaiñ lok sab daadū dikhāi

    mansā vāchā karamnā gurn bin likhyā na jaai

    kaya mahain khel pasara

    kaya mahain paran adhaara

    kaya manh aThaarah bhaar

    kaya manh upawan-haar

    kaya mahain sab banrai

    kaya manh rahai ghar chhai

    kaya mahain kandali bas

    kaya mahain hai kawilas

    kaya mahain tarwar chhaya

    kaya mahain pankhi maya

    kaya mahain aadi anant

    kaya mahain hai bhagwant

    kaya mahain tribhuwan rai

    kaya mahain rahya samai

    kaya mahain sarag payal

    kaya mahain aap dayal

    kaya mahain chaudah bhawan

    kaya mahain aawagawan

    kaya mahain sab barhamanD

    kaya mahain hai nau-khanD

    kaya mahain lok sab dadu dikhai

    mansa wacha karamna gurn bin likhya na jai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now