moko kahan DhunDhe bande main to tere pas mein
moko kahāñ DhūñDhe bande maiñ to tere paas meñ
nā maiñ deval nā maiñ masjid nā kaabe kailas meñ
nā to kaun kriya-karm meñ nahīñ jog-bairāgan meñ
nā maiñ chhagarī nā maiñ bheñḌī nā maiñ chhūrī gañḌās meñ
nahīñ khaal meñ nahīñ pūchh meñ nā haDDī nā maañs meñ
maiñ to rahau sahr ke bāhar merī puurī mavās meñ
khojī hoai to turte milihauñ pal-bhar kī talās meñ
kahai 'kabīr' suno bhaa.ī sādho sab sāñsan kī saañs meñ
O servant, where dost thou seek me? Lo! I am beside thee.
I am neither in temple nor in mosque: I am neither in Ka.aba nor in Kailash
Neither am I in rites and ceremonies, nor in Yoga and renunciation.
If thou art a true seeker, thou shalt at once see Me: thou shalt meet Me in a moment of time.
Kabir says, O Sadhu! God is the breath of all breath.
moko kahan DhunDhe bande main to tere pas mein
na main dewal na main masjid na kabe kailas mein
na to kaun kriya-karm mein nahin jog-bairagan mein
na main chhagari na main bhenDi na main chhuri ganDas mein
nahin khaal mein nahin puchh mein na haDDi na mans mein
main to rahau sahr ke bahar meri puri mawas mein
khoji hoai to turte milihaun pal-bhar ki talas mein
kahai 'kabir' suno bhai sadho sab sansan ki sans mein
O servant, where dost thou seek me? Lo! I am beside thee.
I am neither in temple nor in mosque: I am neither in Ka.aba nor in Kailash
Neither am I in rites and ceremonies, nor in Yoga and renunciation.
If thou art a true seeker, thou shalt at once see Me: thou shalt meet Me in a moment of time.
Kabir says, O Sadhu! God is the breath of all breath.
- Book : Kabir Samagr (Pg. 753)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.