qit.a dar tauhiid-e-tazmiin-e-misra-e-faarsii
qit.a dar tauhiid-e-tazmiin-e-misra-e-faarsii
Khwaja Ruknuddin Ishq
MORE BYKhwaja Ruknuddin Ishq
sifat-o-zaat-e-KHudaa az ruu-e-mafhuum ke hai.n
nuur aur jirm se hai jaise vajuud-e-KHurshiid
sovar-e-alamaiya-e-haq hai haqiiqat apnii
muttahid hone me.n dono.n ke nahii.n guft-o-shuniid
sunte aur kahte the us vaqt mai.n ne gosh-o-zabaa.n
balki be-chashm haqiiqat me.n thī diid-o-vaa diid
jab tanazzul hu.aa arvaah ko us aalam se
tan-e-KHaakii ba-miyaa.n aamad va diivaar kashiid

- Book : Kulliyat-e-Ruknuddin Ishq aur Unki Hayat aur Shaeri (Pg. 464)
- Author : Quraisha Husain
- Publication : The Azad Press, Patna (1979)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.