Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

halqa hai har ek gosh mein laTka tera

Unknown

halqa hai har ek gosh mein laTka tera

Unknown

MORE BYUnknown

    halqa hai har ek gosh meñ laTkā terā

    kāñTā hai har ek jigar meñ khaTkā terā

    maanā nahīñ jis ne tujhe jaanā hai zarūr

    bhaTke hue dil meñ bhī hai khaTkā terā

    halqa hai har ek gosh mein laTka tera

    kanTa hai har ek jigar mein khaTka tera

    mana nahin jis ne tujhe jaana hai zarur

    bhaTke hue dil mein bhi hai khaTka tera

    Source :
    • Book : Majmua-e-Qawwali, Part 4 (Pg. 31)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now