shaah-e-anvar pe sau-hazaar salaam
shaah-e-anvar pe sau-hazaar salaam
haq ke dilbar pe sau-hazaar salaam
huur-o-Gilmaa.n kaa ye vaziifa hai
dii.n ke suruur pe sau-hazaar salaam
ambiyaa sub.h-o-shaam pa.Dhte hai.n
shaah-e-bartar pe sau-hazaar salaam
us ko jannat malegii jis ne pa.Dhe
us payambar pe sau-hazaar salaam
haatif-e-Gaib se nidaa aa.ii
aise sarvar pe sau-hazaar salaam
baa-adab pa.Dh tuu 'mukHlis'-e-’aasii
apne rahbar pe sau-hazaar salaam
shaah-e-anvar pe sau-hazaar salaam
haq ke dilbar pe sau-hazaar salaam
huur-o-Gilmaa.n kaa ye vaziifa hai
dii.n ke suruur pe sau-hazaar salaam
ambiyaa sub.h-o-shaam pa.Dhte hai.n
shaah-e-bartar pe sau-hazaar salaam
us ko jannat malegii jis ne pa.Dhe
us payambar pe sau-hazaar salaam
haatif-e-Gaib se nidaa aa.ii
aise sarvar pe sau-hazaar salaam
baa-adab pa.Dh tuu 'mukHlis'-e-’aasii
apne rahbar pe sau-hazaar salaam
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.