Font by Mehr Nastaliq Web

KHudaa ke fidaa.ii mohammad ke shaidaa

Akhtar Mohani

KHudaa ke fidaa.ii mohammad ke shaidaa

Akhtar Mohani

MORE BYAkhtar Mohani

    KHudaa ke fidaa.ii mohammad ke shaidaa

    salaamun-’alaikum salaamun-’alaikum

    'alii ke dulaare dil-o-jaan-e-zahraa

    salaamun-’alaikum salaamun-’alaikum

    shah-e-vaaris-e-jalva-aaraa-e-devaa

    salaamun-’alaikum salaamun-’alaikum

    vo din yaad karte hai.n ab diida-e-dil

    ki mahfil me.n jab aap the sham’-e-mahfil

    vo mahfil zamaane kii mahfil thii goyaa

    salaamun-’alaikum salaamun-’alaikum

    tasavvur me.n haasil hai lutf-e-nazaara

    vo sarkaar ne jaise aakar pukaaraa

    sadaa aa.ii 'afqar' salaamii ko aayaa

    salaamun-’alaikum salaamun-’alaikum

    KHudaa ke fidaa.ii mohammad ke shaidaa

    salaamun-’alaikum salaamun-’alaikum

    'alii ke dulaare dil-o-jaan-e-zahraa

    salaamun-’alaikum salaamun-’alaikum

    shah-e-vaaris-e-jalva-aaraa-e-devaa

    salaamun-’alaikum salaamun-’alaikum

    vo din yaad karte hai.n ab diida-e-dil

    ki mahfil me.n jab aap the sham’-e-mahfil

    vo mahfil zamaane kii mahfil thii goyaa

    salaamun-’alaikum salaamun-’alaikum

    tasavvur me.n haasil hai lutf-e-nazaara

    vo sarkaar ne jaise aakar pukaaraa

    sadaa aa.ii 'afqar' salaamii ko aayaa

    salaamun-’alaikum salaamun-’alaikum

    Source :
    • Book : Silsila-e-Warisiya ke makhsoos Shora-e-kram (Pg. 152)
    • Author : Dr.Kabiruddin Khan Warsi
    • Publication : Eram Printers, Dariyapur,Patna, (2018)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now