dastaar hai husain ke sar me.n rasuul kii
Interesting Fact
مناقب در شان حضرت امام حسین (کربلا-عراق)
dastaar hai husain ke sar me.n rasuul kii
thii maut bhii qubuul to aisii qubuul thii
chehre pe jis ke maulaa-'alii kaa jalaal hai
qabze me.n jis ke bhaa.ii hasan kaa kamaal hai
mai.n kyaa kahuu.n mai.n kaun mirii kyaa majaal hai
sab jaante hai.n faatima zahraa kaa laal hai
chehra rasuul kaa lab-o-lahja rasuul kaa
aa.nkho.n me.n khi.nch rahaa hai saraapaa rasuul kaa

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.