jin ke darbaan hai.n saare jinn-o-malak
Interesting Fact
در مدح حضرت امام حسین (کربلا۔عراق)
jin ke darbaan hai.n saare jinn-o-malak
jis pe qurbaan hai.n ’arsh-e-lauh-o-malak
us husain ibn-e-haidar pe laakho.n salaam
kar liyaa nosh jis ne shahaadat kaa jaam
jo rahaa hai sadaaqat se saabit-qadam
jis pe aa'daa ne Dhaa.e hai.n laakho.n sitam

jis ke naanaa hu.e afzal-ul-auliyaa
jis ke baabaa hu.e masdar-e-auliyaa

- Book : Hadis-e-Nizami (Pg. 118)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.