assalaam ai kHuuba-e-shabbiir shaah-e-karbalaa

hazrat-e-muslim ’aqiil ibn-e-’am-e-mujtabaa
sayyadussaadaat sardaar-o-imaam-e-do-jahaa.n
mabdaa-e-fayyaaz-o-mahmuud sifaat-e-mustafaa
duur ho.n iflaas mere yaa-shah-e-har-do-jahaa.n
istajib haazaa du’aa lil-husain-o-murtazaa
haazir-e-darbaar shaahaa ‘sadr’ hai teraa Gulaam
ho nazar us be-navaa par az pai-e-sher-e-KHudaa

- Book : Tazkira Muslim Mashaaheer-e-Vaishali Voll.I (Pg. 108)
- Author : Mohammad Sanaul-Huda ‘Qasmi’
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.