Showing search results for "andaaz-e-asar"
Tap the Advanced Search Filter button to refine your searches
gulo.n kii tarah chaak kaa ai bahaarmuhayyaa har ik yaa.n garebaan ha
na rahaa intizaar bhii ai yaasham umiid-e-visaal rakhte the
kyaa karuu.n aah mai.n 'asar' kaa ilaajis gha.Dii us kaa jii hii jaataa hai
'asar' in suluuko.n pe kyaa lutf haiphir us be-muravvat ke ghar jaa.iye
abhii to lag na chalnaa thaa 'asar' us gul-badan ke saathko.ii din dekhnaa thaa zaKHm-e-dil be-tarh aalaa thaa
nahii.n aa.nkh jalva-kash-e-sahar ye hai zulmato.n kaa asar magarka.ii aaftaab Guruub hai.n mire Gam kii shaam-e-daraaz me.n
tere va.ado.n kaa e'tibaar kisego ki ho taab-e-intizaar kise
kar ke dil ko shikaar aa.nkho.n me.nghar kare hai to yaar aa.nkho.n me.n
maanuus na thaa vo but kaso seTuk raam kiyaa KHudaa-KHudaa kar
kyaa kahe vo ki sab huvaidaa haishaan terii tirii kitaab ke beach
kahuu.n kyaa KHudaa jaantaa hai sanammohabbat tirii apnaa iimaan hai
kidhar kii KHushii kahaa.n kii shaadiijab dil se havas hii sab u.Daa dii
un buto.n ke liye KHudaa na karediin-o-dil yuu.n ko.ii bhii khotaa hai
tere mukh.De ko yuu.n take hai dilchaa.nd ke jo.n rahe chakor lagaa
naala karnaa ki aah karnaadil me.n 'asar' us ke raah karnaa
KHafaa us se kyuu.n tuu mirii jaan hai'asar' tuu ko.ii dam kaa mehmaan hai
huu.n tiir-e-balaa kaa mai.n nishaanashamshiir-e-jafaa kaa mai.n sipar huu.n
na lagaa le ga.e jahaa.n dil koaah le jaa.iye kahaa.n dil ko
asiir aa.nkh dikhaataa agar hame.n sayyaadqasam tuu kyaa qafs-e-jism se nikal jaate
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
Urdu poetry, urdu shayari, shayari in urdu, poetry in urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books