SEARCH RESULTS
Showing search results for "andaaz-e-asar"
Kalaam MATCHES FOR "andaaz-e-asar"
Kalaam
Wali Warsi
Kalaam
asiir panja-e-’ahd-e-shabaab kar ke mujhekahaa.n gayaa miraa bachpan KHaraab kar ke mujhe
Muztar Khairabadi
Kalaam
Unknown
Kalaam
kahtaa hai kaun aah me.n apnii asar nahii.nhaa.n dil dukhe kisii kaa ye madd-e-nazar nahii.n
Ameer Minai
Kalaam
Izhar Asar
Kalaam
aa.nkh vaalaa tire joban kaa tamaashaa dekhediida-e-kor ko kyaa aa.e nazar kyaa dekhe
Imdad Imam Asar
Kalaam
muddat se chuTiilaa thaa pa.Daa dil pe asar aajrah rah ke jo uThtaa hai miraa dard-e-jigar aaj
Badr Kanpuri
Kalaam
Baqir Shahjahanpuri
Kalaam
Khwaja Aziz-ul-Hassan Majzoob
Kalaam
mastii-navaaz shoKHii andaaz-e-kaafiraanazulfe.n siyah-ghaTaa.e.n aa.nKHe.n sharaab-KHaana
Mahirul Qadri
Kalaam
tire andaaz ne maaraa mujhe naagin ban kezulf-e-pur-pech ne bhii Das liyaa naagin ban ke
Unknown
Kalaam
agar fitrat kaa har andaaz be-baakaana ho jaa.ehujuum-e-ra.ng-o-buu se aadmii diivaana ho jaa.e
Mahirul Qadri
Kalaam
Abdul Hadi Kavish
Kalaam
be-KHud kiye dete hai.n andaaz-e-hijaabaanaaa dil me.n tujhe rakh luu.n ai jalva-e-jaanaana
Bedam Shah Warsi
Kalaam
un ke andaaz-e-karam un pe vo aanaa dil kaahaaye vo vaqt vo baate.n vo zamaana dil kaa
Pir Naseeruddin Naseer
Kalaam
sub.h se shaam ke aasaar nazar aane lagephir sahaare mujhe be-kaar nazar aane lage
Saifuddin Saif
Kalaam
har jagah ham ko havaa-e-jalva-e-jaanaana haibaaG me.n bulbul dil apnaa bazm me.n parvaana hai
Aseer Lakhnavi
Kalaam
asiir-e-halqa-e-gesuu-e-yaar ham bhii hai.nkisii ke tiir-e-nazar ke shikaar ham bhii hai.n
Shah Aiyub Abdali
Kalaam
ai fitna-e-har-mahfil ai mahshar-e-tanhaa.iile phir tiraa naam aayaa le phir tirii yaad aa.ii