SEARCH RESULTS
Showing search results for "azal-o-abad"
SHER MATCHES FOR "azal-o-abad"
sher
azal se murG-e-dil ko KHatra-e-sayyaad kyaa hotaaki us ko to asiir-e-halqa-e-fitraak honaa thaa
Arsh Gayavi
sher
misr kaa chaa.nd bhii shaidaa hai azal se un kaahusn kaa husn bhii diivaana nazar aataa hai
Purnam Allahabadi
sher
Bedam Shah Warsi
sher
karishmaa-saazi-e-husn-e-azal are taubamiraa hii aa.iina mujh ko dikhaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
sher
baar-e-ajal uThaa.e jo ko.ii KHushii KHushiitaaqat ye kis me.n hai tere biimaar ke sivaa