hai shaadii kaa manzar suhaanaa-suhaanaa
Interesting Fact
نور جہاں بیگم جے پوری نے اپنی آواز دی ہے۔
hai shaadii kaa manzar suhaanaa-suhaanaa
mohabbat ne chhe.Daa KHushii kaa taraana
kitnaa pyaaraa hai samaa.n
har nazaara hai javaa.n
dekho shahnaa.ii bajii
mahfil-e-shaadii sajii
baap maa.n bhaa.ii bahan
aaj masruur hu.e
aaj sehre kii gha.Dii
saare Gam duur hu.e
pyaare duulhaa ko milaa
us kii ulfat kaa sila
ho gayaa farz adaa
aa rahii hai ye sadaa
hai shaadii kaa manzar suhaanaa-suhaanaa
mohabbat ne chhe.Daa KHushii kaa taraana
kitnaa pyaaraa hai samaa.n
har nazaara hai javaa.n
dekho shahnaa.ii bajii
mahfil-e-shaadii sajii
baap maa.n bhaa.ii bahan
aaj masruur hu.e
aaj sehre kii gha.Dii
saare Gam duur hu.e
pyaare duulhaa ko milaa
us kii ulfat kaa sila
ho gayaa farz adaa
aa rahii hai ye sadaa
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.