Font by Mehr Nastaliq Web

rabb-e-KHaaliq kii navaazish se jab aayaa sehraa

Syed Faizan Warsi

MORE BYSyed Faizan Warsi

    rabb-e-KHaaliq kii navaazish se jab aayaa sehraa

    sar pe ziishaan ke phir shaan se chhaayaa sehraa

    panjatan-e-paak ke vaaris 'alii ke sadqe me.n

    har taraf dhuum hai mahfil me.n yuu.n aayaa sehraa

    KHush hai.n firdaus me.n irfaan-o-rasiisa begam

    huur-o-Gilmaa.n ne unhe.n jab se dikhaayaa sehraa

    chachaa farmaan kaa saaya to hai misl-e-vaalid

    apne haatho.n se unho.n ne hai sajaayaa sehraa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now