Font by Mehr Nastaliq Web

sawan wa hinDola - jabten lagan lagi ri tab ten kani kah ki sakhi ri

Jagjeevan Saheb

sawan wa hinDola - jabten lagan lagi ri tab ten kani kah ki sakhi ri

Jagjeevan Saheb

MORE BYJagjeevan Saheb

    Interesting Fact

    जबतें लगन लगी री, तब तें कानि काह की सखी री

    jabteñ lagan lagī rī tab teñ kaani kaah kī sakhī rī

    maiñ pyāsī apne piya ke rī bin piya pyaas miTai na sakhī rī

    kāmini dui kar ghar charan par siis navā.i manāvai sakhī rī

    piya tau guru gañbhīr kahāvahiñ jiya meñ darad na aaneñ sakhī rī

    maan gumān tajyo hai sakhī rī piya ke nikaT basī rī sakhī rī

    piya kā badan nihāral sukh bhā anat na chitt gharyo hai sakhī rī

    madhūkar puhup baas kañh bheñTai chākhat sudhi bisrī rī sakhī rī

    'jagjīvan' saañ.ī kī chhabihīñ dekhi kai mast bha.ī rī sakhī rī

    jabten lagan lagi ri tab ten kani kah ki sakhi ri

    main pyasi apne piya ke ri bin piya pyas miTai na sakhi ri

    kaamini dui kar ghar charan par sis nawai manawai sakhi ri

    piya tau guru ganbhir kahawahin jiya mein darad na aanen sakhi ri

    man guman tajyo hai sakhi ri piya ke nikaT basi ri sakhi ri

    piya ka badan nihaaral sukh bha anat na chitt gharyo hai sakhi ri

    madhukar puhup bas kanh bhenTai chaakhat sudhi bisri ri sakhi ri

    'jagjiwan' sani ki chhabihin dekhi kai mast bhai ri sakhi ri

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now