Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

hardam yaad karo saheb ne jhuTha maram jajala hai

Ghisa Saheb

hardam yaad karo saheb ne jhuTha maram jajala hai

Ghisa Saheb

hardam yaad karo sāheb ne jhūThā maram jajālā hai

hasti-ghoḌe rath-pālkī yuuñ dhan maal asārā hai

raam naam dhan moTā sādho jiskā sakal pasārā hai

maayā moh do paaT jabar haiñ chuun pisā jag saara hai

satguru shabd qaul sāñchā lagā rahā soī saarā hai

jaḌ chetan meñ aap virājeñ rūp-rekh se nyārā hai

aisī bhuul paḌī mahāre satguru paave koī pāvan haarā hai

ghar tere meñ laal amolk bich meñ paradā bhārā hai

satguru shabd mahal banā sāñchā ho rahā akhanD ujālā hai

satguru sharan bahut sukh paaye nishchay naam adhārā hai

'ghīsā' sant panth meñ dhāye chhūTā bharm jajālā hai

hardam yaad karo saheb ne jhuTha maram jajala hai

hasti-ghoDe rath-palki yun dhan mal asara hai

ram nam dhan moTa sadho jiska sakal pasara hai

maya moh do paT jabar hain chun pisa jag sara hai

satguru shabd qaul da sancha laga raha soi sara hai

jaD chetan mein aap wirajen rup-rekh se nyara hai

aisi bhul paDi mahaare satguru pawe koi pawan haara hai

ghar tere mein lal amolk bich mein parada bhaara hai

satguru shabd mahal bana sancha ho raha akhanD ujala hai

satguru sharan bahut sukh paye nishchay nam adhaara hai

'ghisa' sant panth mein dhaye chhuTa bharm jajala hai

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now