hori khelenge sant khilari samajh ghar chanchal nari
horī kheleñge sant khilārī samajh ghar chanchal naarī
ab kumbe meñ soch paḌī hai fauj ghirī hai saarī
manhiñ firañgī lūTan laagā sor huā hai jaarī
maiñ marī kā lagā morcha daarū bharam uḌā rī
pāp-punnya do gole chāle shor huā hai bhārī
gyaan singh ne chetan kiitā madat diinī hai saarī
ab to dhartī aa.ī hai man kū top dharī hai bhārī
kāyānagar meñ adal baiTh gayā durmat ho ga.ī nyāri
'ghīsā' sant khel rahe horī dillī luT ga.ī saarī
hori khelenge sant khilari samajh ghar chanchal nari
ab kumbe mein soch paDi hai fauj ghiri hai sari
manhin firangi luTan laga sor hua hai jari
main mari ka laga morcha daru bharam uDa ri
pap-punnya do gole chaale shor hua hai bhaari
gyan singh ne chetan kita madat dini hai sari
ab to dharti aai hai man ku top dhari hai bhaari
kayanagar mein adal baiTh gaya durmat ho gai nyari
'ghisa' sant khel rahe hori dilli luT gai sari
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.