Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

sadho awagat alekh gaya kaya nagar mein paya

Ghisa Saheb

sadho awagat alekh gaya kaya nagar mein paya

Ghisa Saheb

MORE BYGhisa Saheb

    sādho avagat alekh gaayā kaayā nagar meñ paayā

    shiil kamān samajh tarkash saty tiir chaḌhāyā

    nirbhay naam lagā morcha man bharam uḌāyā

    pāñch pachīsoñ nagar basāyā man raajā samjhāyā

    tere shahar meñ pāñch chorTe satguru bhed lakhāyā

    ūñcho nīcho serī baake rūp-rekh nahiñ kaayā

    iñglā pinglā dekh tamāshā susman aan samāyā

    nirbhay hoy abhai pad chīnhā naath niranjan gaayā

    'ghīsā' sant pai kirpā ho rahī sahjai sahj samāyā

    sadho awagat alekh gaya kaya nagar mein paya

    shil kaman samajh ka tarkash saty ka tir chaDhaya

    nirbhay nam ka laga morcha man ka bharam uDaya

    panch pachison nagar basaya man raja samjhaya

    tere shahar mein panch chorTe satguru bhed lakhaya

    uncho nicho seri bake rup-rekh nahin kaya

    ingla pingla dekh tamasha susman aan samaya

    nirbhay hoy abhai pad chinha nath niranjan gaya

    'ghisa' sant pai kirpa ho rahi sahjai sahj samaya

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now